Some unknown fact about Playerunknown's battlegrounds. 2019

PUBG FACTFEED

PUBG 


Ye To Sab Ko Pata He hoga ki Pubg ko Brendan Greene ne degine And apne  35 members team k saath mill kr develop kiya hai.. es game develop krne 1 year ka time laga 
jisko aaj puri duniya  bade maze se khel rhi hai or yahe nai Pubg world ka sab se jada khele jane wale game bann chuka hai.
Chalo mai aapke samne aj kuch pubg k fact share karta hu jo bhout kam he log jaante hai..
.

1). Pubg game ek Japanese film  pr adharit hai jiska naam Battle Royale hai or es film ko year 2000 mai banaye gaye thi.

2). Pubg Battleground sab se phele Microsoft windows OS k liye release kiya gya tha March 2017 mai fir uske baad Xbox k liye December 2017 main release kiya gya tha Pubg game ka popularity dekhte huye Brendan Greene ne  es game ko Android and IOS  OS k Liye PUBG mobile version March 2018 mai release kiya  fir uske baad Playstation or Fir PUBG lite release kr diya gya world wide taki log es game maza her ek platfrom per le sake .

3). Pubg ne apne release hone k 3 din baad he US$11 million earn kr chuka tha jo es game ka sabse bada succes tha or logo ne es game ko khub pasand kiya.

4). Battleground Pubg  1 saal main US$4.6 billion earn kr chuka h or saath he 50 million copies  world wide sale kr chuka hai.

5). Pubg mai Dacia car sab se best hai kyn ki es car ko sab se jada use kiya jata hai.

Dacia car pubg factfeed
Dacia car

6). Pubg mai AWM sab se aachi Sniper Gun hai kyun  ki AWM Gun heigh Damage k saath saath tezz reload v hote hai
AWM FEEDFACT
AWM 


7). Pubg mai sabse jada use hone wala Gun M416 ,AWM or M16A4 hai. ye bhi ek fact hai..




8).Erangle map ko sabhe log ne khele hai lakin kya aapko ye pta h Pubg ka erangle map real place se inspired hai  or Pubg mai khele jaane wale sabhi Maps ka kilometers mai hai.
 Erangle or Minamar map ka Size 8km X 8km ,  Sanhok map ka size 4km X 4km  or Vekendi(Snow map)  ka size 6km X 6 km hai  ye fact bhout kam log jaante hai..
8km X 8 km

        6km X 6km                   4km X 4km

9). Pubg battleground ne 2017-2018 mai 9 Awards  jeeta hai  or 25 Awards mai Nominated hai jin mai Shooter of the Year , Best Multiplayer Game , PC Game of the Year , Esports Game of the Year and Action Game of the Year Awards saamil hai.


Thank You


  





Post a Comment

0 Comments